Love Urdu Shayari: Exploring the Best Urdu Shayari on Love

Love, an eternal and enchanting emotion, has inspired poets and writers across centuries to craft verses that encapsulate its essence. In the realm of Urdu literature, the beauty of love finds its voice in the art of Shayari. These verses, filled with depth and passion, transcend language barriers and touch the hearts of millions. In this article, we embark on a journey to explore the best Urdu Shayari on love, delving into the poetic treasures that unveil the myriad facets of this profound emotion.


Love Urdu Shayari Exploring the Best Urdu Shayari on Love

Tumhare shehr ka musam bara suhana lage
Main aik sham chura lon agr bora na lage

Dekho ye kisi aur ki ankhain hain kh tum ho
Dekho ye kisi aur ka chehra ha kh tum ho

Ishaq nazak mizaj hai behad
Aqal ka bojh utha nahi sakta

Kiya kaha ishaq jawadani hai
Aakhri bar mil rahi ho kia

Aaj dekha hai tujh ko dair ke bad
Aaj ka din guzar na jaae kahin

Main Chahaun Bhi Toh Woh Alfaaz Na Likh Paun
Jis Mein Bayaan Ho Jaye Ke Kitni Mohabbat Hai Tum Se

Phir kho na jain ham kahin dunya ki bheer men
Milti ha paas aane ki muhlat kabhi kabhi

Gila bhi tujh se bahot hai magar muhabt bhi
Woh baat apni jagha hai ye baat apni jagha

Muhabaton men dikhawe ki dosti na mila
Agar gale nhi milta tu hath bhi na mila

Ae dost hum ne terak e muhabat ke bawajood
Mehsoos ke hai teri zaroorat kabhi kabhi

Ye aakhri shamain bhi bujhany ke ley aa
Ye kehna men mujh ko zamany lagy hain

Bas Ek Baar Kehh De Amanat Hoo Mein Teri
Tera Bhala Bura Hamein Sab Qubool Hain

Hum Ne Rakha Faqat Khud Ko Tumhara Karke
Sabhi Say Tum Milo Lekin Zara Sa Fasila Rakhna

Yeh Dil Dharakta Hai Sirf Tumharay Hi Naam Say
Karte Toh Zulm Ho Sahab Magar Kamaal Karte Ho

Aa Tujh Pah Koi Kitaab Likh Doon
Tere Siwa Mere Dil Mein Koi Basa Hi Nahi

Tere Ik Ishare Par Hum Khushi Se Mar Jayenge
Jab Hum Ko Hosh Aaya To Baat Muhabbat Tak Ja Punchi

Waqt Chahye Jesa Bhi Aaye Bas Tou Mere Qareeb Hoo
Jesay Dharkan Ke Liye Saans Hai

Yeh Zindagi Yeh Chahat Sab Ke Sab Tere Naam
Mujhay Sakoon Milta Hai Tere Sath Honay Se

Bas Yahi Khawab Mein Bar Bar Dekho
Hamari Mohabbat Ki Qaid Mein Zamanat Nahi Hoti

Tere Beghair Jo Guzray Woh Zindagi Kya Hain
Ik Chand Aasmaan Pah Aur Ik Mere Sath Ho

Chamakta Soraj Bhi Toh Dhal Jata Hai Chand Ke Liye
Jo Mujhe Tujh Se Juda Karti Hai

Unsay Pehli Mulaqat Ka Lamha Ke Ek Taraf
Tere Chehray Par Hansi Ki Guzarish Ki Hai

Ab tak dil khosh feham ko tujh se hain umeedain
Ye kehna tha un se muhabat hai mujh ko

Ishaq jab tak na ker chuke ruswa
Aadmi kam ka nahi hota.

Maktab ishaq ka dastoor nirala dekha
Us ko choti na mili jis ko sabak yad hoa

Dil o Jaan Se Kare Gaye Hifazat Teri
Apna Toh Chahaton Mein Yahi Ek Asool Hai

Saari Duniya Ki Mohabbat Se Kanara Karke
Har Pal Bas Fikar Se Hoti Hai

Jab Mohabbat Kisi Say Be-Pannah Hoti Hai
Bohat Hi Maan Hai Tum Par Suno Paas Wafa Rakhna

Tum Pooch Lena Subah Say, Yaqeen Na Hoo Tou Shaam Say
Yeh Jo Nazron Se Mere Dil Ko Nidhal Karte Ho

Mein Chahton Ka Hisaab Likh Doon
Mein Bhool Jaon Tujhe Aisa Kabhi Howa Hi Nahi

Tum Kehh Kar Do Dekho Hum Had Se Guzar Jayenge
Aankhon Se Shuru Ho Kar Kahani Ulfat Tak Ja Punchi

Khwahish Itni Hai Keh Bas Kuch Aisa Mera Naseeb Hoo
Woh Mere Liye Itnay Khaas Hai

Dil Ki Kitab Ka Har Lafz Aaj Se Tere Naam
Na Hasne Se Na Ronay Se

Tere Aankhon Mein Apnay Liye Pyaar Dekho
Soch Kar Rakhna Hamari Saltanat Mein Qadam

Tere Khushi Na Ho Shamil Toh Phir Khushi Kya Hai
Kaash Kabhi Aisi Bhi Khubsoorat Raat Ho

Mohabbat Mein Jhukna Koi Ajeeb Baat Nahi
Dil Ko Us Raah Pah Chalna Hi Nahi

Pori Zindagi Ki Yaadein Ek Taraf
Mein Nay Jab Bhi Rab Say Sifarish Ki Hai

Aaj phirr niklay be niqab shehr mein
Aaj phir kafan ke dukan pei rash hoga

Tum nay pehney to khoobsoorat lagi
Haye yeh nathli sunar kei kahan khoobsoorat thei

Ayy chand apnay husan pay ghroor nah kr
Tu meray mehboob kay utray howay nakhun ka hisa hay.

Hamay to unkay sadge lay doobhi
Husan kya hota hay khuda janai

Mustahiq faqeer hoon mei husan kei nagrii ka
Koi to mujhay day day mera mehboob fitrane me

Jab koi mard kesi aurat kay lie rota hay
To samjh le wo kesi aur sey muhabbat nahi kr skhta

Mein tujhay dekhta to rehta hoon magar mujh say
Tujhay dekhnay walay nahi dekhay jatay

Tum nay jis cup may eik baar chaye phe they
Ham nay phir us may kabhi cheene nahi dali

Dil aik hay to kai barr kyu lagaya jaye
Bas aik ishq bohatt hay agar nibaya jaye

Tumhay chahoon andaaz badal badal kar
Mere zindagi ka akhlota Ishq hoon tum

Baat ye nahi ke koi or milta nahi
Dil momin hay apna qibla badlta nahi

Hasrat yeh kay tum mil jao
Tamanna yeh kay zindagi bhar kay liye

Kabhi yadain, kabhi batain, kabhe pechle mulakatian
Bohat kuch yaad ata hay, tere aik yaad annay say

Hum cheen lain gay tujh say yeh shaan beniyazi
Tum manghtay phirion gay apna ghroor hum say

Aaj shiddat say dil chah raha hay
Band ankheen kholo to samnay tum ho

Tujhay to khair jeena agaya hoga
Mujhay to baat karna bhe na aya

Munasib samjho to sirf itna baata do
Dil bechain hay kahi tum uddas to nahi

Sir say ghirtay hain baloon main bikhar jatay hain
Zulfoon ko kitna sir pei charha rakha hain

As we conclude our journey through the world of Urdu Shayari on love, we're reminded that love is a universal language that resonates within every soul. These verses, born from the hearts of poets, beautifully encapsulate the nuances of affection, longing, and devotion that define love. Whether whispered in the quiet corners of the heart or shared through the written word, Urdu Shayari on love continues to inspire and evoke emotions that connect us all. May these verses serve as a timeless reminder of the boundless power of love and the enduring magic it brings to our lives.

Post a Comment

Leave Your Comment Here.

Previous Post Next Post